Join Us

+91-9056508230

  • Civil Engineering
  • TazaTop: Love Shayari
    Showing posts with label Love Shayari. Show all posts
    Showing posts with label Love Shayari. Show all posts

    Sunday, 24 September 2017

    IsraFeel

    Love Shayari in Hindi, हिंदी में लव शायरी



    हिंदी में लव शायरी





    Udaas Hoon Par Tujhse Naaraz Nahi
    Tere Dil Mein Hoon Par Tere Pass Nahi
    Jhoot Kahun To Sab Kuch Hai Mere Pass
    Aur Sach Kahun To Ek Tere Siwa Kuch Bhi Khaas Nahi.


    नजरों को तेरे प्यार से इंकार नहीं है, 

    अब मुझे किसी और का इंतज़ार नहीं है, 
    खामोश अगर हूँ मैं तो ये वजूद है मेरा 
    तुम ये न समझना कि तुमसे प्यार नहीं है।


    Is Benaam Se Rishte Ko Nibha Jao
    Kisi Din, Jo Mil Jaye Fursat To
    Paas Aao Kisi Din, Milta Hai Sabhi
    Ko Sab Kuch Ye Suna Hai, Mujhe
    To Faqat Tum Hi Mil Jao Kisi Din.

    अगर आप अजनबी थे तो लगे क्यों नहीं, 
    और अगर मेरे थे तो मुझे मिले क्यों नहीं।


    Roj Saahil Se Samandar Ka Najara Na Karo,
    Apni Soorat Ko Shabo-Roz Nihara Na Karo,

    Aao Dekho Meri Najron Mein Utar Kar Khud Ko,
    Aayina Hoon Main Tera Mujhse Kinara Na Karo.



    क्यूँ किसी से इतना प्यार हो जाता है, 
    एक दिन का भी इंतजार दुश्वार हो जाता है, 

    लगने लगते है अपने भी पराए, 
    जब एक अजनबी पर ऐतबार हो जाता है।

    Khyalon Mein Wahi, Sapno Mein Wahi,
    Lekin Unki Yaadon Mein Hum The Hi Nahi,
    Hum Jaagte Rahe Duniya Soti Rahi,

    Ek Baarish Hi Thi, Jo Humare Sath Roti Rahi.



    राह में संग चलूँ ये न गँवारा उसको, 
    दूर रहकर वो करता है इशारे बहुत, 

    नाम तेरा कभी आने न दिया होंठों पर, 
    यूँ तेरे जिक्र से शेर सँवारे हैं बहुत।



    Sukun Milta Hai Jab Unse Baat Hoti Hai
    Hazar Raaton Mein Wo Ek Raat Hoti Hai

    Nigah Uthakar Jab Dekhte Hain Wo Meri Taraf
    Mere Liye Wohi Pal Poori Kaaynat Hoti Hai.



    नजर से क्यूँ जलाते हो आग चाहत की, 
    जलाकर क्यूँ बुझाते हो आग चाहत की, 
    सर्द रातों में भी तपन का एहसास रहे, 

    हवा देकर बढ़ाते हो आग चाहत की।




    Kabhi Hasa Dete Ho, Kabhi Rula Dete Ho,
    Kabhi Kabhi Neend Se Jaga Dete Ho,

    Magar Jab Bhi Dil Se Yaad Karte Ho,
    Kasam Se Zindagi Ka Ek Pal Badha Dete Ho.



    तेरे शहर में आ कर बेनाम से हो गए, 
    तेरी चाहत में अपनी मुस्कान ही खो गए, 

    जो डूबे तेरी मोहब्बत में तो ऐसे डूबे, 
    कि जैसे तेरी आशिक़ी के गुलाम ही हो गए।



    Tere Chehere Pe Mere Noor Hogi
    Phir Na Tu Mujhse Kabhi Door Hogi,

    Soch Kya Khushi Milegi Uspal Meri Jaan,
    Jab Tere Mang Pe Mere Naam Ka Sindur Hogi.



    नजर से क्यूँ जलाते हो आग चाहत की, 
    जलाकर क्यूँ बुझाते हो आग चाहत की, 
    सर्द रातों में भी तपन का एहसास रहे, 

    हवा देकर बढ़ाते हो आग चाहत की।




    Khushboo Bankar Teri Saanso Mein Sama Jayenge,
    Sukun Bankar Tere Dil Mein Utar Jayenge,

    Mehsus Karne Ki Koshish To Kijiye,
    Dur Rahte Hue Bhi Pass Najar Aayenge.



    क्यूँ किसी से इतना प्यार हो जाता है, 
    एक दिन का भी इंतजार दुश्वार हो जाता है, 

    लगने लगते है अपने भी पराए, 
    जब एक अजनबी पर ऐतबार हो जाता है।



    Apne Aasman Se Meri Zameen Dekh Lo,
    Tum Khwab Aaj Koyi Haseen Dekh Lo,

    Agar Aazmana Hain Aitbar Ko Mere To,
    Ek Juth Tum Bolo Or Mera Yakeen Dekh Lo.



    क्यूँ किसी से इतना प्यार हो जाता है, 
    एक दिन का भी इंतजार दुश्वार हो जाता है, 

    लगने लगते है अपने भी पराए, 
    जब एक अजनबी पर ऐतबार हो जाता है।




    Read More

    Saturday, 28 January 2017

    IsraFeel

    Shayari in Hindi Do Line Wali Masti Bhari Shayari

    Shayari in Hindi Do Line Wali Masti Bhari Shayari





    Hamari Isteqamat Se Tou Duniya Khoob Waqif Hai,
    Na Ham Ne Manzilain Badli, Na Ham Ne Yaar Badlay Hain...!!

    Maut Ka Intzaar Tha Hamein Toh Uss se Milne Se Pahle,
    Ek Mulakaat Ne Zindagi Ka Deewaana Bana Diya...!!

    Wussat-E-IShq Mein Tangdili Ka Aalam Tou DekhiyeEk Ko Chahna,
     Faqat Ussi Ko Chahna, Phir Kuch Na Chahna..!!

    Humein ehbaab ki lambi qataaron se nahi matlab,
    Jo Dil se humaara ho humay woh aik shakhs hi kafi hai...!!

    Sajdon Main Guzar Doon Main Apni Sari Zindagi,
    Aik Bar wo kahay keh mujhy Apni Duaa'on Say Mang Lo...!!

    YeH Mazahib Or Firqay To Aqal Walon K Nazriyee Hain,
    Ishq Be-Chara To La Sha'oor, La ILm Or Be-Deen Hota Hai..!!

    Zindagi Youn Bhi Bohat Kam Hai Mohabbat Ke Liye...
    Rooth Kar Waqt Gawane Ki Kya Zaroorat Hai...!!

    Zara sa jhoot hi khe do k mujh bin tm adhore ho...
    Tmhara kia bigarta he chalo phir se mukar jana,..!!

    Tum kisi aur ki kismat mein ho,
     Tum Mere NahiYeh agar sach bhi hai,
     to mujhko Bataya Na Karo.....!!

    Read Also:

    Hindi Shayari for boyfriend and girlfriend to impress them and fall in love with them.


    Woh Mujh Per Nazre Karam Kare Mein Is Qabil Kahaan,
    Is Key Chahney Waaloun Mein Apna Shumaar Chahta Tha,
    Jo Zindagi Tak Haar Dey Meri Mohabbat Mein ,
    Mein To Fakat Aisa Aik Bimaar Chahta Tha...!!

    • Main Ne Ek Kitaab Parhi Jis Ke Pehle Page Pe Likha Tha..
    • Aao Mohabbat Samjhein
    • .Aur..Aakhri Page Pe Likha Tha.
    • Jo Samaj k ki Jaye Woh Mohabat Nahi Hoti
    • Aur.Aj Tak Main Mohabat Nahi Samaj Paya.Kyun Ke.
    • Mohabat Jab Hoti Hai To Samaj Nahi Rehti
    • Aur
    • Jab Samaj Aati Hai Tab Mohabat Nahi Rehti
    • ..Us Ki Aankhon Ki Kashish Mujhe Kahen Or Janay Nahi Deti,Us K Elaawa Kisi Or Ko Apna Bananay Ki Zaroorat Nahi Mujhe..?

     
     
    Bikne Waly Or B hain Ja Kr Khared LoHum woh Log hai jo Qeemat Se Nhen, Qsmat Se 
    Mla Krte Hain..Agr Chahon toh 1 nigah mein khared lu uskoJisko naaz hai boht k bikta nahi hu mai..!!

    Boht naaz hai tujko teri is nigahe ulfat par ??
    magr hm wo nhi jo nigahien char karty hai..!
    Hamari kia majal jo kisi ko khared sakienlog khud hi bik jaty hain kharedar daikh ker..!!

    Tum Ne Chala kar Teer FaQat Daad ki WasooL!
    Seene Per khaa kar Hum Ne Zamaana HiLa Diya..!!

    Suna Hai Kay Mil Jati Hay Har Cheez Dua maangne Se,
    Ek Baar Tumhein Maang Kar Dekhein Gey Khuda Se..

    Kaise Bhulayega Wo Meri Barson Ki Chahat Ko,Darya Agar Sookh Bhi Jaye To Rait Se Nami Nahi Jati

    Aadat Uski Mujhe Achhi Lagti hai Jab,Yuhi..Nazrein Jhuka KAr Wo Kahti Hai,
    Tumhein Haq Hai..? Bichadte Huwe Yaad Aa JayengeKhud Sone Se Pehle Ek Khawab De Jayenge Aapko Gila Hai Hum Baat Nahi KarteSaanso K Rukne Se Pehle Jawab De Jayenge

    Read More

    Wednesday, 25 January 2017

    IsraFeel

    Hindi Shayari for boyfriend and girlfriend to impress them and fall in love with them.

    Hindi Shayari for boyfriend and girlfriend to impress them and fall in love with them. 



    Shayari has been a medium since a long time to express feelings for your love one. Normally every person uses this Hindi shayari to express their inner emotions. With that purpose we have come up with some of the best shayari that are written by many legends like Mirza Ghalib and Ummar Khyamm. So enjoy this ultimate collection of Hindi shayari. 

    हिंदी शायरी 



    ज़िन्दगी में किसी मोड़ पर खुद को तन्हा न समझना, 
    साथ हूँ मैं आपके खुद से जुदा मत समझना, 
    उम्र भर आपसे दोस्ती करने का वादा किया है, 
    अगर जिंदगी साथ न दे तो हमें बेवफा मत समझना।



    न जाने क्यूँ हमें आँसू बहाना नहीं आता, 
    न जाने क्यूँ हाले दिल बताना नहीं आता, 
    क्यूँ सब दोस्त बिछड़ गए हमसे, 
    शायद हमें ही साथ निभाना नहीं आता।



    ऐ ‪‎दोस्त‬ अब क्या लिखूं तेरी ‪‎तारीफ‬ में, 
    बड़ा ‪‎खास‬ है तू मेरी ‪‎जिंदगी‬ में।



    नफरत को हम प्यार देते है, 
    प्यार पे खुशियाँ वार देते है, 
    बहुत सोच समझकर हमसे कोई वादा करना, 
    ऐ दोस्त हम वादे पर ज़िन्दगी गुजार देते है।





    प्रेमी और प्रेमिका के लिए हिंदी शायरी|
    पढ़ने के लिए निचे सब्सक्राइब (Subscribe) के बटन पे क्लिक करें



    Read More