
Hindi Romantic Shayari, Latest Love Shayari Collection
Hindi Romantic Shayari For Girlfriend !
Unique & Latest Romantic Love Shayari Collection !
Kab tak wo mera hone ka intezaar karega,
kudh toot kar wo ek din mujhse puar karega,
ishq ki aag me usko itna jala denge,
ki ijhaar wo mujhse sar-e-bazaar karega!
Hasrat hai sirf tumhe pane ki,
aur koi khawahish nahi is dewane ki,
shikwa mujhe tumse nahi khuda se hai,
kya zarurat thi tumhe itna khubsurat banane ki?
Kaho to chura lu tujhe or apna bna lu main
Tere pyar ke nashe me khudko dooba du main
Garma ke tere jism ko chahat-e-ishq se,
Tere sulgte labon se apne labo ko mila lu main
Meri yaadon mein tum ho ya mujh mein hi tum ho,
Mere khwabon mein tum ho ya mera khwab hi tum ho,
Dil mera dhadak ke puche baar-baar ek hi baat,
Meri jaan mein tum ho ya meri jaan hi tum ho!
Pal Pal se banta hai Ehasas,
Ehsas se banta hai Vishvas,
Vishvas se bante hai Rishte,
Aur rishte se banta hai koi Khas!
Dil ke sagar me lehre uthaya na karo,
khwab bankar neend churaya na karo,
bahot chot lagti hai mere dil ko,
tum khwabo mein aa kar yu tadpaya na karo.
Phoolo ki kaliyo se main aaj tujhe sajana chahta hoon
Es ek bahaane se tujhe main pyar karna chahta hoon
Jo fasle aaye the hum dono ke darmiyaan
Un faslo ko mitaker tuje apne pyar me girftaar krna chahta hu.
Chupake se aakar is dil mein utar jaate ho,
Saanson mein meee khushabu ban ke bikhar jate ho,
kuchh yoon chala hai tere ishk ka jaadu,
Sote-jaagate tum hi tum nazar aate ho.
Ye Dil Kisi ko pana chahta hai,
Aur ushe apna bnana chahta hai..
Khud to chahta hai khusi se dhadkna,
Uska dil bhi dhadkana chahta hai..
Jo hasi kho gayi thi barso pehle kahin,
Fir ushe labo pe sajana chahta hai..
Tayyar hai pyar me sath chalne ke liye,
Uske har gum ko apnana chahta hai..
Mohabbat to ho hi gayi hai ab to, pr,
Ab ushi se hi chhipana chahta hai..
Ye dil ab kisi ko pana chahta hai,
Aur ushe sirf apna bnana chahta hai.
Apnaa hum safa rbana le tu mujhey,
Tera hi saya hoon apnaa le mujhey,
Ye raat ka safar or b haseen ho jayega
Tu aaja mere spno me ya bula le mujhe.
Chal aaj faslon ko mita dete hai,
Chal aaj dilo ko mila dete hai,
Banate hai ek pyar ki chadar
Or khud pe uda lete hai.
Dhadakte dil ki aawaj tum ho,
Sab se jaada kuch khass tum ho,
Har pal ehsaaa hota hai itna
Jese mere dil ke pass tum ho.
Khawab Banke tere khayalon mein aa jao,
Ban ke aau khushbu mein karib tere
Or teri saanso se tere rag rag mein sama jao.
Muskaan Banke tere hothon pe aa jao,
Kbhi alfaaz bhul jau kabhi khayal bhul jaau
Tujhe es kadar chahu k apni saans bhul jau
Uth kar tere paas se jo main chal doon,
Toh jaate huye khud ko tere paas bhul jaau.
Meri har dhadkan mein jikar hai tumhara,
Meri har saans pe naam hai tumhara,
Tum base ho dil mein kuch aise
Ki har lamha ehsaas bas hota hai tumhara.
hula na sakoge mujhe bhul kar tum,
Main aksar khayalo me aata rahunga,
Kabhi yaad bnkr to kabhi khwab bnkr
Main neende tumhari churata rahunga.
