Join Us

+91-9056508230

  • Civil Engineering
  • Purpose Day Shayari 2017, Hindi Propose Day SMS 2017 Shayari.. Happy Propose Day 2017 Wishes Quotes Shayari SMS Messages In Hindi - TazaTop

    Monday, 30 January 2017

    IsraFeel

    Purpose Day Shayari 2017, Hindi Propose Day SMS 2017 Shayari.. Happy Propose Day 2017 Wishes Quotes Shayari SMS Messages In Hindi


    Hindi Propose Day SMS 2017 Shayari..

    Happy Propose Day 2017 Wishes Quotes Shayari SMS Messages In Hindi




    Mujhy Khamosh Rahon May Tera Saath Chahiye, 
    Tanha Hay Mera Haath Tera Haath Chahiye...
    Junoon-E-Ishq Ko Teri Hi Sougaat Chahiye, 
    Mujhey Jeene Ke Liye Teri Hi Zaat Chahiye.

    Ladka: Ji Suniye, 
    Ladki: Ji Kahiye
    Ladka: Mere Hone Wale Bacho Ki Taraf Se
    Apko Happy Mother's Day....
    Happy Propose Day 



    Ladka : Kya Aapke Pass Band Aid Hai,
    Ladki : Kyun!!
    Ladka : Kyunki Aapke Pyaar Main Pad Kar Mera Ghutna Toot Gaya Hai!!!


    Yun To Sapne Bahut Hasi Hote Hai, 
    Par Sapno Se Pyaar Nahi Karte, 
    Chahate To Tumhe Hum Aaj Bhi Hai, 
    Bas Izhar Nahi Karte!!!



    Pyaar Kya Hai Na Poocho Tum Mujhse 
    Kya Batane Se Maan Jaao Ge? 
    Yoon Bataane Se Fayda Bhi Naheen 
    Kar Ke Dekho To Jaan Jaao Ge!



    Youn to hum tum pe marte hain 
    Na jane , 
    Tumse kehene se kue darte hain,

    Bas ek tumhe chod kr
    sari dunia janti hai ki hum 
    tumse kitna pyaar krte hai

    Yakeen nahi to puchlo apni
    bhai se,
    Aj kal unka chocolate ka kharcha
    to him uthaya krte hai



    अगर तुम न होते तो ग़ज़ल कौन कहता!
    तुम्हारे चहरे को कमल कौन कहता!
    यह तो करिश्मा है मोहब्बत का!
    वरना पत्थर को ताज महल कौन कहता!


    Hindi Propose Day Shayari:


    Ham Apne Pyaar Ka Izhaar Isliye Nahi Karte Hain,
    Kyunki Ham Unki Han Ya Na Se Darte Hain,
    Agar Unhone Kar Di Han To Ham Khushi Se Mar Jayenge,
    Aur Agar Unhone Kar Di Na To Ro Ro Ke Mar Jayenge!!!



    Ladki Ladke Se : Darling Mujhay Aise Propose Karo
    Jaisa Aaj Tak Kisi Ne Na Kya Ho
    Ladka : Kamini Zaleel I Love U
    Mujh Se Shadi Kar K
    Mujhay Tabah Kar De Beghairat!



    Ladki Ladke Se : Darling Mujhay Aise Propose Karo
    Jaisa Aaj Tak Kisi Ne Na Kya Ho
    Ladka : Kamini Zaleel I Love U
    Mujh Se Shadi Kar K
    Mujhay Tabah Kar De Beghairat!



    Ye Bhi Padhen: / Click Karke:

    Shayari in Hindi Do Line Wali Masti Bhari Shayari.




    Dil Dedo Kisi Ek Ko, Woh Bhi Kisi Nek Ko. 
    Yeh Koi Mandir Ka Parsad Nahi, 
    Jo Baant They Rahe Her Ek Ko. 
    Dil Denge Kissi Ik Ko Woh Bhee Kissi Nek Ko… 
    Jab Tak Girl Freind Nahi Pat Jaati, Propose Kerenge Her Ek Ko..



    Meri Prem Kahani Ka Kya Ajeeb Ending Tha, 
    Meri Prem Kahani Ka Kya Ajeeb Ending Tha…, 
    Maine Propose Kia Sms Se, 
    Kambakth Wo Uski Shadi Thak Pnding Tha
    Tumko Mila Kya !!!



    Yun To Sapne Bahut Hasi Hote Hai, 
    Par Sapno Se Pyaar Nahi Karte, 
    Chahate To Tumhe Hum Aaj Bhi Hai, 
    Bas Izhar Nahi Karte!!!



    Pyaar Kya Hai Na Poocho Tum Mujhse 
    Kya Batane Se Maan Jaao Ge? 
    Yoon Bataane Se Fayda Bhi Naheen 
    Kar Ke Dekho To Jaan Jaao Ge


    Wish you a Happy Propose Day Shayari in Hindi
    Shaan se pyar ka izhar karenge,
    Teri mohabbat pe jaan b nisar krnge,
    Dekh ke jalegi ye duniya saari,
    Is kadar tujh pe aitbaar karenge…!!


    Love Shayari for Propose Day in Hindi
    Banker tera saya tera sath nibhaunga,
    Tu jha jha jayegi mein wha wha aaunga,
    Saya to chod jata hai sath andhere mein,
    Lekin main andhere me tera ujala ban jaunga.
    Heart Broken Propose Day Hindi Shayari for Girlfriend
    Kasoor toh tha hi en nigaaho ka,
    Joh chupke se deedar kar betha,
    Humne to khamosh rehne ki thani thi,
    Par bewafa ye zuban izhar kar betha.

    Aankho ki gehrai ko samaz nahi sakte,
    Honto se kuch keh nahi sakte.
    Kaise baya kare hum aapko yeh dil ka haal ki,
    Tumhi ho jiske bageir hum reh nahi sakte.


    Thank You For Reading..!



    IsraFeel

    About IsraFeel -

    Hye Guys, Welcome ! I am IsraFeel Raeen. I am an Indian blogger and share useful content on this website regularly. If you like his articles then share this website with your friends and you can also subscribe this website for new interesting article, top news and Social media like as Whats App, Facebook, Twitter and Instagram Related all Material (Masala) .

    Subscribe to this Blog via Email :

    Ask everything here ? I will Reply shortly